20+ Sad Quotes in urdu For whatsapp fb

Sad Quotes in urdu For whatsapp fb

20 Sad Quotes in urdu For whatsapp facebook

Dor e hazr mein maysar har chez hai lekin kahan sy dhondh k laon woh bechrye howye log..

Bahar ki tamam langiniyan ander ki ek udasi ka madara nhi kar saktein.

Sehtaye sehtye insan iss modh py ajata hai j phr usay kuch bhi mehsos nhi hota.

Khudaya kabhi kabhi insan ko wahan sy bhi dukh na milye jahan su nay apna sukh lutaya ho.

Bas ek la mehdod udasi hai beintaha mohabbat k baad.

Bas ek la mehdod udasi hai beintaha mohabbat k baad

Dil karta hai palat jaon asman ki taraf mizaj ahlye zamen ka nhi milta mujh sy

Tab jan nikal jati hai janab jab yar apna ho aur batein gehron ki hon.

Tab jan nikal jati hai janab jab yar apna ho aur batein gehron ki hon

Udasi daye rahi hai jis py dastak bhari basti mein yeh makan mera hai.

Udasi daye rahi hai jis py dastak bhari basti mein yeh makan mera hai

Porani taswirein dekhtye howaye aksar muskurhat aur kabhi kabhi ankhon mein nami si ajati hai k kitna kuch badal gaya.
 
Shafa deta tha jis ka marhami lehja woh masiha mujhey bemar karkye chor gaya.

Sare mehfil jo bolun tu zamannay ko khatakta hun rahon jo chup tu ander ki baghawat mar deti hai.

Sabar rakh khusiyan nhi therein tu gham ki kiya aukat ..

Apni halat ka khud ahsas nhi hai mujh ko mein nay auron sy suna hai k pareshan hun mein.

Kabhi kabhi insan waki har jata hai khamosh rehtye rehtaye sabr kartye kartey umedein rakhtaye rakhtye rishtye nibhatye nibhatye safaiyan detaye detaye apno ko manatye manatye aur kabhi kabhi khud sy..

Mera zarf samho ya meri zaat ka parda jab sy toti hun khamosh rehti hun.

Mera zarf samho ya meri zaat ka parda jab sy toti hun khamosh rehti hun

Jo mukamal tor py lahasil nhi hota woh mukmal tor py chora bhi nhi jata

mein aesay mashraye ko kiya nam du jahan py film darama py rona aa jata hai magr asli zindgi mein kisi k dukh dard ko darama samjha jata hai.

behtaren dino k liye badtaren dino sy ladhna padhta hai.

Anokhi aziyat kisi bohat ana walye ko kisi be parwah sy mohabbat ka hojana.

Anokhi aziyat kisi bohat ana walye ko kisi be parwah sy mohabbat ka hojana

Bin saoye jo meri guzar gaen woh ratein tum par qarz hein.

1 komentar so far

EmoticonEmoticon