30 Beautiful quotes in urdu with images

30 Beautiful quotes in urdu with images

Beautiful quotes in urdu with images

Humesha Dosron ki ghaltiyon sy sekhna chaiye zindgi itni nhi k sabhi ghaltiyan hum khud karein.

Humesha Dosron ki ghaltiyon sy sekhna chaiye zindgi itni nhi k sabhi ghaltiyan hum khud karein

Insan kabhi kisi k liye itna zrori nhi hota jitna woh guman karleta hai..

Insan mati ka woh latu hai jo ghom phr kar wapas banaye walye k hath ajata hai..

Fikr ki talkhyon mein kam hokar admi besabab bhi hansta hai..

Fikr na karo mein har muskil mein tumharye sath hun mazrat k sath yeh jumla kasrat sy woh log boltye hein jo waqt padhnay par kabhi bhi dastiyab nhi hotaye.

Fikr na karo mein har muskil mein tumharye sath hun mazrat k sath yeh jumla kasrat sy woh log boltye hein jo waqt padhnay par kabhi bhi dastiyab nhi hotaye

Gror kis bat ka sahib aaj mati k uper kal mati k nechye ..

Gror kis bat ka sahib aaj mati k uper kal mati k nechye

Har shaks hai khuda banaye mein masrof yeh tamasha bhi khuda dekh raha hai..

Jab bhi kisi ko nasiyat karni ho tu alfaz aur andaz naram apnaye muksad dastak dena ho na k darwaza todhna..

Hasid woh badnaseb jo duniya mein bhi jalta hai air akhrat mein bhi jalye ga..

Jhoth iss liya bik jata hai kyn k sach khrednay ki aukat kisi ki nhi hoti..

Ahsas kabhi keh k nhi karwaya jasakta.

Ahsas kabhi keh k nhi karwaya jasakta

Hazar ghaltiyon k bawjud ap apnay ap sy pyar kartaye ho tu phr kisi ki ek ghalti par us sy nafrat kyn kartye ho..

 Jisay pa nhi saktye usay soch kar hi khush hona ishq hai..

Jo log apky bagher khush hein unhein khush hi rehnaye daen..

Kabhi kabhi hum kisi k liye itnye zrori nhi hotaye jitna khud ko zrori soch letye hein ..

Kabhi kabhi hum kisi k liye itnye zrori nhi hotaye jitna khud ko zrori soch letye hein

Zid aur ana ek aesa parinda hai jo kisi k sar par beth kar ahsas dilata hai k kisi k samnye ghalti k bawjud jhukna nhi warna chotye padh jao gaye..

Waqt nay ek bat sekha di hai k rishta nata taluk tab tak zinda rehta hai jab tak hum dosron k mayar par pora utartye hein.

 Waqt nay ek bat sekha di hai k rishta nata taluk tab tak zinda rehta hai jab tak hum dosron k mayar par pora utartye hein

Samjha hai kon waqt ki raftar ka mazaj lamhon mein kat gae sadiyan shabab ki..

Rishta jataya nhi jata nibhaya jata hai phr chaye dor ho ya pass.

Rishta jataya nhi jata nibhaya jata hai phr chaye dor ho ya pass

Nafrat bhi kyn karein un sy itna bhi wasta kyn rakhna.

Nafrat bhi kyn karein un sy itna bhi wasta kyn rakhna

Kisi ki narazgi ko itna tol na du k usay tumharaye bagher jenay ki adat hojaye..

Teen chezen intahae muskil  hein raz ko raaz rakhna bizti ko bhol jana aur fursat ko sahi istamal karna..

Teray Lafzon mein woh tafsel kahan apni ankhon sy kaho bat karein..

Sham zindgi ki ho ya dukhon ki akhr dhal hi jati hai.

Khamoshi bhi kisi ko yeh batanye ka tareka hai k tum nay acha nhi kiya..

Khamoshi akhtiyar karlena dab janaye ki alamat nhi targehyat ka farq hai har bat aur har banda jawab ka mutahiq nhi hota.. 

Kisi ka dil dukhanye k baad behtar hoga k ab tum apni bari ka intazar karo..

Waqt agr ek sa rehta tu insan ki pehchan kesay hoti..

Ustad aur kitabon ki ahmiyat apni jaga lekin sabk wohi yad rehta hai jo waqt aur log sekhtaye hein.

 Ustad aur kitabon ki ahmiyat apni jaga lekin sabk wohi yad rehta hai jo waqt aur log sekhtaye hein