Matlabi duniya shayari images

Matlabi duniya shayari images

Taluk aur zarf ka pata taluk k bigdhnaye py pata chalta hai..
 
Kon kab kisi ka hota hai sab jhothye rishtye nataye hein sab dil rakhnaye ki batein hein sab asli roop chupataye hein ahsas sy khalo log yahan lafzon k teer chaltye hein..

Kuch log ap sy sirf itni mohabbat kartye hein jitna apko istamal karsaktye hein jahan unka mafad khatam ho wahan unki mohabbat bhi khatam hojati hai..

Waqt ap ko bata deta hai k log kiya thay aur ap kiya samjhtye thay..

Duniya mein apka haqeqi makam wohi hai jis ka izhar log apki ger mojudgi mein kartye hein..

Waqt mosam aur log sab ki ek si fitrat hoti hai kab kon kahan badal jaye pata hi nhi chalta..

Buraye waqt mein bhi ek achae hoto hai jesay hi ata hai faltu log chalye jataye hein..

Kuch log apnaye khelaf tu ek lafz bhi bardasht nhi karsaktye lekin apna zyda tar waqt dosron py tanked mein surf kar rahaye hotaye hein..

Kon kehta hai duswar hai admi ko marna lehja badal tewar badal nazreein badal aur mardaye..

Jo jitni tawaja ka malik ho uss ko utni hi ahmiyat du kam zarf logon ka had sy zyda khayal rakho gaye tu apni ahmiyat kho betho gaye..

Zehni tor par bekadraye logon k sath bandh jana bhi kisi aziyat sy kam nhi hota..

Girgeat mahol dekh kar rang badlta hai aur insan mouka dekh kar..

 Mujhey koi farq nhi dushmano ki bas mujhey nafrat hai un logon sy jo dosti k libas mein munafiq hun..

5 komentar

Selfish and double faced people give us lesson in life .. thanks shayari corner for sharing some content about double standard people

That's really amazing collection about (matlabi log quotes). Thanks for sharing. I really love it.

amazing post https://urdughar.pk/bulleh-shah-poetry-in-urdu/

EmoticonEmoticon