urdu quotes on life with images | Zindagi Quotes

Urdu quotes on life with images

life quotes in urdu with images

Na maroat na mohabat na khalus mohsin mein tu sharminda hun iss dor ka insan hokar

Zindhi mein kher khoha log kam khamkhowa zyda hein 

Doba howa hun zehr mein par pi nhi raha mein zindgi ko seh raha hun par ji nhi raha

Ap jis k sath jitna mukhlis hongye woh ap ko utna hi zor dar thapdh marye ga k ap ki mukhlisi bhi heran reh jaye gi

Chalnye walye do peron mein kitna fark hai ek agye aur ek pechye magr na tu agaye walye ko gror na hi pechye walye ki tohen kyn k inhein pata hai k pal bhar mein badlna walye hein aur kisi ko zindgi kehtaye heun

Ap apni zindgi sy bhalye na khush hun par kuch log aesay bhi hein jo ap jesi zindgi jenaye k liye tarastye hein

Agr zindgi mein khush rehna hai tu yeh bat jan lu tumharye ronaye sy kisi ko koi fark nhi padhta

Itni thokren marnye ka shukria aye zindgi chalnye ka na sahi sambhalnye ka hunar tu aa hi gaya

Hum nay ghela hai zindgi ko adam tum azabon ki bat kartye ho

Jahan mauf karnye sy khusgawar nataej aur achae ka imkan ho wahan badla lenye ki khohish zulum hai

Jo insan ap k ahsas aur ap ki zindgi mein apni zrorat ko nhi samjhta na hi waqt deta hai woh rafta rafta apki zindgi sy apni ahmiyat aur jaga kho deta hai

Jo shaks apni zindgi ka jahiza nhi leta aur apnay nafs ka ahtasab nhi karta woh zinda rehnye k layak nhi 

khahishon ko be lagam mat choro yeh baghi hojaye tu haram halal jayez na jayez kuch bhi nhi dekhti

Kuch tufano ko apnaye andr qayed karlenay mein hi bhale hoti hai kyn k woh bahr atye hein tu bohat kuch tabah hojata hai

Insan ki lalach ka payala kabhi nhi bharta kyn k uss mein na shukri k sorakh hotaye hein jo uss ko bharnye nhi detaye 

Ajeb tarah sy guzr rahi zindgi socha kuch kiya kuch howa kuch aur mila kuch

Zindgi bohat mukhtasir hai samjh atye ataye guzr jati hai dil mein koi bat na rakhein na jhagraye tavel honaye dein maf kardein kyn k maf karna allah ko pasand hai

Mujey in logon ki parwah nhi jo meray dushman hein mohtat un logon sy rehta hun jo meray sath hotaye howaye zehan mein baghz aur nafrat rakhtaye hein

Tehzeb sekhati hai jenay ka saleka taleem sy jahil ki jahalat nhi jati

Siyanay kehtaye hein apni zindgi ki kitab sirf mukhlis logon k samnaye kholiye baki sab tu bas janaye ka tajasus rakhtye hein

Jab zindgi qabel e bharosa nhi tu zindgi mein anaye walye log kesay bharosay k kabil ho saktye hein jab zindgi sath chor sakti tu log sath kyn nhi chor saktye 

Zindgi amad baraye bandagi zindgi bebandagi sharmindgi..

Zindgi imtehan leti hai check rishtedar kartaye hein

Zindgi tab behtar hoti hai jab ap khush hotye hein lekin zindgi tab behtaren hoti hai jab ap ki wajah sy koi dosra khush hota hai..

Zindgi mein sab kuch kisi wajah sy hota hai ghalat hota hai takye hum sahi ki qemat jan sakein log badltye hein takay un ka asli cheray jan sakein

Zindgi mein kuch pal aesay ataye hein jinhein hum chah kar bhi ya dasht sy nhi mita saktye mujhey akhtalaf hai inn logon sy jo kehtaye hein waqt har zakham ka marham hai..
 
Zindgi mein kabhi un logon ko khonye ki ghalti mat karna jin ki ankhein ap k liye roe hun jin k lub ap k liye dua go rahye hun jin ka dil ap k liye tadhpa ho kyn k aesay nuqsan ka bhi azala mumkin nhi 

Zindgi mein kisi aesay shaks ka hona zrori hai jis ko kuch bhi batanye k liye lafzon ki zrorat na padhye

4 komentar

EmoticonEmoticon