Yaad Poetry Quotes & Shayari
![]() |
Mudat k baad ghalib uss laparwah nay hal poch kar phr wohi hal kardiya.. |
![]() |
Becheni ki akhri hadh hai raat ka akhri lamha hai sher kahon ya so jaon mein tujh ko sochon ya roon mein? |
![]() |
Dil ko teri yaad sy tasken mil rahi hai chahat agar saza hai tu humein theek mil rahi hai.. |
![]() |
Gardan jhuka kar phr dekhtaye hein tasweer yar taqaza ishq hai tera dedar bhi adab sy ho.. |
![]() |
Humnay badal liya hai apna andaz e mohabat yaad tu har pal kartay hein magar tang karna chor diya. |
![]() |
Humari chand taswerein kahein mehfoz kar lena mustakbil mein sawal uthaye ga akhr woh tha kesa.. |
![]() |
Insan ko apnay bebas honay ka ahsas tab hota hai jab woh kisi ko dekhnay k liye taras jata hai. |
![]() |
Intazar yar bhi lutf kamal hai ankhein kitab par aur sochein janab par.. |
![]() |
Ishq nay sekh hi li waqt ki taqseem k ab woh mujhey yad tu ata hai magar kam k baad. |
![]() |
Kasam laye lu dil ek pal bhi ghafil nhi teri yaad sy yeh aur baat hai k hum sar e aam pukara nhi kartaye.. |
![]() |
Kiya husn e itfaq hai unki gali mein hum ek kam sy gaye thay har kam say gaye. |
![]() |
Likhwa k aya hun thanye mein yeh report mujh ko tumhari yaad sy khtara hai jaan ka |
![]() |
Khud ko masrof karkay dekha yaad phr bhi tumhari ati hai. |
![]() |
Mein kyn kahon usay k baat kar laye mujh sy kiya usay nhi pata mera dil nhi lagta uskay bagheir |
![]() |
Mein woh kitab hun jisay padhnay k baad log tarjamaye k liye teri taraf dekhein gaye. |
![]() |
Mamol ban gaya hai mera raton ko jagna nendein mere wajud ki ek shaks laye gaya. |
![]() |
Woh phr sy mujhey yaad anaye lagye hein jinhein bholnaye mein zamanye lagaye hein. |
![]() |
Sharam aye gi tumhein warna tumharye wadaye mein tumhein yaad dila sakti hun magar rehnay du. |
![]() |
Bohat soch kar socha hai kinara kar liya jaye faqat teri yadon par guzara kar liya jaye.. |
![]() |
Tere kis kis khayal ko dil sy juda karon mere har khayal mein tera hi khayal rehta hai.. |
![]() |
Aesa nhi k tere siwa koi nazar nhi ata dar haqeeqar kisi aur ko dekhnay ki zrorat nhi rahi.. |
![]() |
Udas hun par tujh sy naraz nhi tere dil mein hun tere pas nhi jhoth kahon tu sab kuch hai mere pas sach kahon tu tere siwa kuch bhi nhi.. |
![]() |
Woh tujhey bholaye hein tu tujh pay bhi lazim hai meer khak dal aag laga nam na laye yaad na kar. |
![]() |
Yaad ataye hein tu phr tut kar yaad atay hein kcuh guzray howaye lehjaye kuch bicharye howaye log. |
![]() |
Har waqt teri yaad k mehwar mein rahon sochon tu bekhar jaon niklon tu kidhar jaon.. |
![]() |
Yadon ki kitab utha kar dekhi meinay pechlye sal inn dino tum meray thay.. |
![]() |
Atish e ishq lag chuki sahib pani nhi mehbob laye aoo. |
EmoticonEmoticon