Top 34 Mirza Ghalib Shayari In Urdu: Words that Touch the Soul

Mirza Ghalib Shayari In Urdu

Meet Mirza Ghalib, a famous Urdu poet, who expressed feelings beautifully in his shayari. His words are like a colorful painting of love, pain, and life's lessons. Let's explore 34 of his  heart-touching shayari in Urdu, which will surely leave you mesmerized.

mirza ghalib shayari in urdu
Unko dekhaye sy jo ajati hai moun par ronaq woh samjhtay hein k bemar ka hal acha hai,

Na tha kuch tu khuda tha kuch na hota tu khuda hota dubaya mujh ko honay nay na hota mein tu kiya hota

So bar bandye ishq sy azad hum howye par kiya karein k dil hi adad hai firagh ka.

howaye hein paon hi pehlye nambard ishq mein zakhmi na bhaga jaye hai mujh sy na thera jaye hai mujh sy.

Kabhi jo yaad bhi ata hun mein tu kehtay hein k aaj bazm mein kuch fitna wa fasad nhi

Khob tha pehlye sy hotaye jo hum apnay badkhwa k bhala chahtye hein aur bura hota hai.

Hum ko malom hai janat ki haweeqat lekin dil k khush rakhnaye ko ghalib yeh khayal acha hai.

Umer bhar hum youn hi ghalti kartaye raheye ghalib dhol chehray pay thi aur hum aena saf kartye rahay .

kis sy mehromi kismat ki shikayat kijiye k hum nay jo chaha tha k mar jaen so woh bhi na howa

Wada anay ka wafa kijiye yeh kiya andaz hai tum nay kyn sonpi hai mere ghar ki darbani mujhey

Guzar jaye ga yeh dor bhi ghalib zara itmenan tu rakh khushi na theri tu gham ki kiya auqat hai.

Mein mout sy nhi darta lekin waba e aam mein marna mujhey kabol nhi .

Jala hai jism jahan dil bhi jal gaya hoga kardetay ho jo ab rakh justajo kiya hai..

Meri kismat mein ghum agr itna tha dil bhi yarab kae diye hotay..

Ghalib humein na cherh k phr josh e ashq sy bethay hein hum tahaya tufan kiye howaye.

Mujh sy mat keh tu humein kehta tha apni zindgi ,zindgi sy bhi mera ji inn dino bezar hai.

Bas k dushwar hai har kam ka asan hona admi ko bho moyasar nhi insan hona

Uss sadgi py ko na mar jaye aye khuda ladhtaye hein aur hath mein talwar bhi nhi
Iss sadgi py ko na mar jaye aye khuda ladhtaye hein aur hath mein talwar bhi nhi

Ishq nay ghalib nikama kardiya warna hum bhi admi thay kam k

Zindgi mein tu woh mehfil sy utha detay thay dekhon ab margaye par kon uthata hai mujhey .

Jatye howaye kehtay ho qayamat ko milein gaye kiya khub qayamat ka hai goya koi din aur

Hazaron khawishein aesi k har khawish  pay dam niklaye bohat niklye mere arman lekin phr bhi kam niklaye.

Yeh na thi humari kismat k wisal e yar hota agar aur jeetay rehtay yehi intazar hota.

Bagh mein mujh ko na laye ja warna meray hal par har Gul tar ek chashm e kho fishan hojaye ga.

Ya rab na woh na samjhye hein na samjhein gaye meri baat daye aur dil unko jo na daye mujh ko zaban aur.

Read more ----> Mirza Ghalib Poetry

kahon kis say mein k kiya hai ? shab e gham buri bala hai mujhey kiya bura tha marna agar ek bar hota.

Jala hai jism jahan dil bhi jal gaya hoga kar detay ho jo aab rakh justajo kiya hai

Jab tawaqa hi uth gae ghalib kyn kisi ka gila karaye koi.

Kehtay hein jetay hein umeed py log hum ko jeenay ki bhi umeed nhi.

Qasid k atay atay khat ek aur likh rakhon mein janta hun jo woh likhein gaye jawab mein.

Bana k fakeron ka hum behss ghalib tamasaye ahlye karam dekhtay hein.

Awaz daye k chup gae har bar zindgi hum aesay sada dil thay har bar agaye.

howi mudat k ghalib mar gaya par yaad ata hai woh har ek baat par kehna k youn hota tu kiya hota.

Next
This Is The Current Newest Page

EmoticonEmoticon