John elia poetry in urdu 2 lines text
Discover the beauty of Jaun Elia's poetry and thought-provoking quotes as we present a handpicked selection of his 50 most captivating lines.
Ab khushi daye kar azmaye khuda inn zakhmon sy tu mein nhi marta. |
Ab ki bar uss ka hadaf meri ana thi so sulha ka parcham jala diya meinay |
Janay kiya wakiya howa jahan log apnay andar nhi rahay abad |
Koi mujh tak pohanch nhi pata itna asan hai pata mera |
Apnay aeman ki kasam khati thi haye woh be eman kahein ki |
Chand taray bila wajah khush hein mein tu kisi aur sy mukhatib hun. |
Tujh ko yaken aye na aye yeh aur baat hai mein tujh sy dor reh kar bhi tere hi pas hun |
Jab sy tumnay hata lia bazo sar k nechye sawal rakhye hein |
Ek ajeeb sy jang hai mujh mein koi mujh sy bhi tang hai mujh mein |
Ek shaks pas reh kar bhi samjha nhi mujhey iss bat ka afsos hai shikwa nhi mujhey |
Ek teri barabri k liye khud ko itna gira chuka hun mein |
Behj k uss ko apni hansti howi tasweer garor uska khak mein mila sakta hun |
John elia poetry in urdu 2 lines
Khawab mehngaye bohat padhye hum ko ghum ki makroz hogae ankhein |
Ab kisi ghum mein girftar nhi hota mein ho bhi jaon tu lagtar nhi hota mein |
Mein nay haseen aurton ko aam tor par be zameer aur lalchi paya hai |
Hasratein dafan hein mujh mein khud ka khud mazar hun mein |
Hum banaye thay tabah honay ko tera milna tu ek bahana tha. |
Marna tu iss jahan mein koi hadsa nhi iss dor e nagawar mein jeena kamal hai. |
Itni mehnat sy beghara hai khud ko jaayeh ap kisi aur ko sedha kejiye. |
Tum apni intaha tu batataye khud ko aur gira deta mein |
Tum aesay kesay kisi aur k howaye hadh hai khuda k sath mein khud jakay baat karta hun. |
mera dard woh bewah samjh sakti hai jis ka ek hi beta ho aur woh bhi pagal ho. |
Log masrof jantay hein mujhey haan mera ghum hi meri fursat hai |
Jaun Elia Best Lines
Jo tum nay kabhi ki hi nhi mujhey woh mohabat aksar udas rakhti hai. |
mudat howi k apnay dekha nhi humhein mudat k baad ap sy dekha na jaye ga. |
Mujh sy uktaye howaye logon mein meinay apna nam bhi dekha hai. |
Raas tanhae bhi nhi ati aur har shaks sy bezar bhi hun mein. |
Tum nay rothnay mein jaldi ki bechar tu wesay bhi jana tha. |
Sab meray baghaer mutmaen hein mein sab k baghaer ji raha hun. |
Humara kam tu bas yeh reh gaya hai k ek dosray sy apna sach aur sachayan manwatye rahein. |
Ab mein saraye jahan mein hun badnam an bhi tum mujh ko janti ho kiya. |
Sirf sochye hein karkay nhi dekhye meray saray gunah adhoray hein. |
Shoq ki rah par agar chalye char janib sy bekhabar chalye.. |
Tujh ko pakar zayan howa humko tu nhi tha humari Qemat ka. |
Kiya husn itfaq hai unki gali mein hum ek kam sy gaye thay har kam sy gaye. |
Haye sadkay usay kahan rakhon usnay behji hai auqat tuhfay mein. |
Humnay jana tu hum nay yeh jana jo nhi hai woh khubsurat hai. |
Yeh mera farz banta hai mein uss k hath dhulwaon suna hai uss nay meri zaat par kechar uchala hai. |
Akal ka ghalat faisla bhi jazbat k sahi faislaye sy behtar hai. |
Tujhey behja tha duniya dekhnay ko mein ek chehray ko hi takta reh gaya. |
Humari zindgi koi guzar daye humaray bas ki baat ab nhi rahi. |
Duniya yani duniya yani meri dil duniya darham aur bharham hai ab tum yaad nhi ataye. |
Mein yeh samjha k faqat bechray hein haye kismat bhula diya usnay . |
Kiya sitam hai k teri ab surat ghor karnay py yaad ati hai. |
Tere guman ki udha di dhajiyan meinay tujhey laga tha k mein tuhjey bhula nhi sakta. |
Umr tarteb sy nhi guzri theek milnay k waqt bechraye hum. |
Jaun elia poetry on eyes
Tasweer bheji hai tu bas ankhon ki yani mujh ko ankhein dikha rahi ho tum. |
Mujh sy kehti thi woh sharab ankhein ap woh zehar mat pejiye ga. |
Qayamat khez hein ankhein tumhari tum akhir khawab kis k dekhtaye ho. |
Arey nhi bohat khush hun mein app bas ankhon py dhiyan mat dejiye. |
EmoticonEmoticon