50 Islamic Quotes in Urdu

 Islamic Quotes in Urdu

Discover the beauty and wisdom of Islamic quotes in Urdu, offering inspiration and guidance to all.

Islamic Quotes in Urdu best collection
App duiya ki tamam aurton ko burka pehna dein phr bhi hisab ap sy apni nazron ka hi hoga
 
Allah asliyat dekha deta hai har rishtay ki har taluk ki har mohabat ki har insan ki sab dekha k admi sy pochta hai ab bata Tera nere siwa aur kon hai.

Allah Farmata hai:jab koi tum tum par zulum karaye tu mere intaqam par razi hojao kyn k mera intakam tumaray intakam sy behtar hai.

Kuch nekiyan aesi bhi honi chaye jin ka Allah k siwa koi gawah na ho

Kabhi bhi kisi ko nechi nazar sy mat dekho kyn k tumhari jo hasiyat hai yeh tumhari qabliyat nhi balkay Allah ka tum py karam hai.

Kisi ko zaleel karny sy pehlye khud zaleel honay k liye tayar rahein kyn k Allah ka tarazu sirf insaf tolta hai.

Jo azmaish lag rahi hai woh Allah ki hifazat bhi hosakti hai

Jahan bhi girnay ka guman howa wahan Allah nay tham liya mujhey.

Log kehtay hein pesa rakho buraye waqt mein kam ayega mein kehta hun Allah par yakeen rakho bura waqt hi nhi ayega.

Bas ek Allah razi rahye Duniya ka mayar tu badlta rehta hai.

Allah tala har uss shaks ko rahat daye jo yeh mehsos karta hai k woh apni halat zar kisi sy kehnay sy kasir hai.

Allah k har faislaye par mutmaen rahein kyn k Allah woh nhi deta jo app ko acha lagta hai balkay Allah woh deta hai jo ap k liye acha hota hai.

Aur kiya pata Allah ko tumhara sabar itna pasand ajaye k woh tumhari har mangi howi dua par Kun farma daye.

Aye mere Allah mere dil sy har uss chez ki mohabbat nikal daye jisay tu pasand nhi karta.

Aye izat denay walaye rab humhein un logon k shar sy bacha jo humari achaiyan tu chupa lein lekin humari burayan pehla dein.

Aye apnay bandon sy jald razi hojany walaye iss bandye ko baksh daye jis k pas dua k siwa kuch bhi nhi.

Dil tahajud mein tha fajir hasti howi zuhr yaron mein asarein qaza hogaen phr na maghrib ruki istarah zindgi ki asha hogae.

Sab sy khubsurat ahsas yeh hai k woh dua haqeeqat ban jaye jo ap aur Allah k darmiyan raaz hoti.

Duaon ka rang nhi hota magr jab rang lati hai tu zindgi mein rang bhar deti hai.

Best islamic quotes in urdu

Here are some of the most beautiful Islamic Quotes in Urdu, capturing the essence of faith, wisdom, and inspiration.

Agar sajdah na hota tu hum un tamam dukhon mein ghir kar majatay jinhein hum Allah k siwa kisi sy nhi keh saktay.

RasoL Allah (saw) nay farmaya : har chez taqdeer sy hai yahan tak k aajiz hona aur hoshiyar hona bhi taqdeer mein hai.

Hazrat ali nay farmaya : k agr kisi k ghar jao tu andhye ban k raho aur jab bahar niklu tu gongay ban kar niklu.

Bura chahnay walye ko batao izatein Allah ki zaat deti hai.

Rasol Allah (SAW) nay farmaya : jab Allah kisi bandye ko pasand karta hai tu uss par khob azmaish dalta hai.

Jab Allah sy mohabat hojati hai tu sari shekayatein khatam hojati hein.

Ap (saw) nay farmaya : jab banda kehta hai ya rab -ya rab -ya rab, Tu Allah farmataye hein "labaik abdi" mang tujhey Ata kiya jaye.

Jo bura kahaye chup hojao jo sataye sabar karo Allah ki kasam aesi taqat bano gaye pahar bhi rasta dein gaye.

Kisi ka sakon chen lenay ka kafara ibadat karkay ada nhi kiya jasakta.

Kuch tu Allah ki bhi raza hogi warna duaen bewajah tu dil ka hisa nhi banti.

Logon k dil Janat tu nhi jahan basnay k liye ap khud ko thaka rahye hein.

Jis k ek hukum py badal jatye hein sabhi mosam uss nay chaha tu yeh naseeb bhi badal jaen gaye.

Namaz Allah sy rabta karnay ka zarya hai aur Allah Karaye humara yeh rabta bhi kabhi khatam na ho.

Rab nay inkar nhi kiya tumhari kisi bhi chah sy usnay tu bas behtar waqt k liye ajar sambhal rakha hai.

Rab sy ishq mein ek makam woh bhi ata hai dua tu bohat dor ki baat hai insan sirf sochta hai aur rab nawaz deta hai.

Rab tumhari maan pasand chez ko tum sy dor karkay tumhein dua karna sekhata hai.

Razi raha karo har pal khuda ki raza mein tum sy bhi bohat majbor insan hein iss jahan mein

Ap sajdaye mein roen aur dua rad ho jaye aesa ho hi nhi sakta.
Ap sajdaye mein roen aur dua rad ho jaye aesa ho hi nhi sakta
.

Shikwa ada kijiye iss baat par k aap ko jo hasil hai woh kisi ki arzo bhi hosaktii hai.

Suna hai kaba par pehli nazar padhtye hi jo dua mangi jaye woh qabol hoti hai aye Allah humein bhi woh lamha naseeb kardaye.

Teri bargah mein aye Allah meri roz o shab hai yehi dua tun rahim hai tu karem hai mujhey muskilon sy nikal daye.

Thikana Qabar hai tera ibadat kuch kar ghafil khawat hai k khali hath ghar jaya nhi kartay..

Yeh kabhi nhi sochna k Allah mujhey hi kyn azmata hai balkay yeh sochna k Allah unhi ko azmata hai jin sy woh mohabbat karta hai.

Short Islamic Quotes in Urdu

Tum sajdon ko nhi chuntaye tumhein sajdon k liye chun liya jata hai.

Waqt sabit kar hi deta hai k Khuda k faislay kabhi ghalat nhi hotaye

Aur woh Ata karnay par ajaye tu mangnay ka tareka bhi sekha deta hai.

Ya Allah un dilon ko sakon daye jinhein tere siwa sun nay wala koi nhi

Aur tahjud padhnay sy tu Allah bhi mil jata hai tu yeh Allah k bandye kiya chez hein.

Tahjud ka waqt rothaye rab ko mananye ka waqt hai.

EmoticonEmoticon