Ghurbat Poetry
ہجر کی راتوں میں، جب تنہائی کی چادر اوڑھ کر بیٹھتا ہوں، دل کی گلیوں سے اُٹھتی ہوئی آہیں شعر بن جاتی ہیں۔ یہ اشعار نہیں، میرے آنسوؤں کے موتی ہیں جو غربت کے سمندر میں ڈوبتے ہوئے دل کی پکار ہیں۔
![]() |
Mumkin hai k mein ghalat hun par mera tajarba yeh batata hai k ghurbat humesha mohabaton aur rishton ko kamzor kar deti hai.. |
![]() |
Kisi ghareb ka kab ahtaram karti hai yeh duniya libas dekh kar salam karti hai. |
![]() |
Tamashay yahan sab ishq hi nhi karta iss paet nay bhi di hein ruswayian bohat |
![]() |
Bhokay maskeen k paet mein ek lukma pohchana hazar masajid ki tameer sy behtar hai.. |
![]() |
Din bhar kadhakti dhop mein karta raha jo kam ujarat mili tu hath k chalon py ro padha.. |
![]() |
Apni marzi sy bhi do char kadam chalnay daye zindgi hum tere kehnay py chalye hein barson. |
![]() |
Kyn hum ko sunatay ho jhanam k fasanye iss dor mein jeenay ki saza kam tu nhi hai. |
![]() |
Waqt hazir mein ek roti chaiye sahab janat ul furdos k saraye mehal tumhary. |
![]() |
Rizak halal ki khatir libas ghanda karna zameer ganda karnay sy behtar hai |
![]() |
Jaeb bhari ho tu dushman bhi khataen maaf kar detay hein aur hath khali hun tu sagay behan bhai bhi salam nhi kartay.. |
![]() |
Rishtay tab mazbot hotay hein jab apk mali halat mazbot hoon.. |
![]() |
Yeh tajarbat kitabon mein thodhi likhaye thay bohat say sal lag gaye sal bhi jawani k |
![]() |
Adam ki kisi roop ki tehqeer na karna phirta hai bandon mein khuda bhes badal kar.. |
![]() |
Ameer shehar jitni bhi koshish kar lay kuch tu humara bhi lagta hai khuda akhir. |
![]() |
Makam nukta badal gaya nikhar rahay thay bikhar gaye... |
EmoticonEmoticon