12 Nasihat quotes in urdu
Nasihat quotes in urdu
Jo zehan apni lazaton ka gulam aur jo roh apni khawishon ki qedi hoti hai woh ek banjar zamen ki manaed hai..
Aklaq ek dukan hai zaban uska tala hai tala khulta hai tu pata chalta hai k dukan sonye ki hai ya koyelaye ki..
Humesha apni choti choti ghaltiyon sy bachnye ki koshish karo kyn k insan pahadh sy ni pathron sy thokar khata hai..
Taleem jiskaye ander dakhil hoti hai woh sadgi akhtiyar karta hai aur jiskay uper sy guzar jati hai woh modern ban jata hai..
Humesha khush rehnye ki koshish karein udas reh kar bhi konsa maslye hal hotye hein..
Zaban insan k achi ya buri shaksiyat k raz ko ugal deti hai..
Ghalti par sath chornye walye tu bohat mil jatye hein lekin ghalti par samjha kar sath nibhanye walye bohat kam miltye hein..
Zindgi mein mushkalat aur pareshaniyan apko barbad karnye k liye nhi atein unka maqsad tu ap ki poshida salhiyat ko ujagr karna hota hai..
Samjhdar log behas nhi kartye kynk woh janatye hein k siwaye apas mein ranj peda honaye k uss sy mufed nateja baramad nhi howa karta..
Rishton ko aesi khobi sy nibhao jesay shehad ki makhi bholon sy ras bhi leti hai aur unka nuqsan bhi nhi honaye deti..
Kisi ki tazlel Karkay ap uss insan ko kamtar nhi bana saktye lekin yeh amal apk zarf ko kamtar bana deta hai..
3 komentar
href="https://punjabistatus.com/urdu-status/">urdu Status
EmoticonEmoticon