20 Best urdu sayings Images

20 Best urdu sayings images

20 Best urdu sayings images

Hum Dosron ko un k kirdar par nhi apni zrorat k mayar par rakhtye hein islye zrorat badal janye par rawaye badal jataye hein.

Roshini ki umed rakho magr umed par zindgi mat guzaro.

Kam padh sakta hai adhaye rishtye log isi wajah sy tu nibha rahye.

Khasmoshi ki kitni zabanein hein na dukh zid gusa ana shukr..

Kisi ki ghaltiyon ko benakab na karo khuda betha hai tum hisab na karo.

Kuch logon ko ap jitni marzi izat daye kar dekh lein woh yeh sabit kar detaye hein k woh iss izat k kabil nhi hein..

Kuch logon ko ap jitni marzi izat daye kar dekh lein woh yeh sabit kar detaye hein k woh iss izat k kabil nhi hein.

Agr mera ilm mujhey insan sy mohabbat karna nhi sekhta tu ek jahil mujh sy hazar darja behtar hai.

Ap logon ki sirf izat dein woh ghatiya hein ya sachye khud samnye ajaein gaye..

Zindgi mein insan ko ek adat zror sekh leni chaiye jo chez hath sy nikal jaye usay bhol janye ki adat yeh adat bohat sy taklefon sy bacha deta hai.

Duiya mein sab sy muskil kam apni asla karna hai aur asan kam dosron par tanked karna hai.

Jis tarah kamrye mein majud chotye chotye sorakh soraj k honaye ki gawahi detye hein usi tarah insan choti choti batein uski tarbiyat aur akhlak ki pehchan karwa deti hein.

Chekh o pukar insan k waqar mein kami ka baes banti hai logon ko apni khamoshi sy khofzada karna sekho.

Kisi ba kasor insan ki tazlel karteye howaye ap iss ki auqat yad nhi dila rahye hotaye balkaye apni auqat dekha rahye hotaye.

Un bewakufon ko azad karana muskil hai jo apni zanjeron ki izat kartaye hein  

Rishton ki duiya mein ajkal woh log akelye hojatye hein jo dil l saf aur zaban k sachye hotaye hein

Akhtalaf par sabar karna aur dosron ko bardasht karna hi akhlaq hai.

Tumharye peth pechye agr batien hoti hein tu samjh lena k tum mein kuch khas hai islye log ap sy jaltye hein.

Agr tum ghalat ko ghalat nhi keh saktye tu tum ko ghulami k ala darjaye par ho aur agr tum ghalat ko ghalat nhi samjhtye tu tum jahalat k ala taren darjaye par ho..

Insan jis shaks k liye dil sy mukhlis hota hai wohi usko dukh deta hai.

2 komentar

EmoticonEmoticon