Nice Quotes in Urdu For facebook whatsapp

Nice Quotes in Urdu

Mardangi ki behtaren satah yeh hai k mard ki wajah sy aurat ki ankh mein ansu na aye.

Mardangi ki behtaren satah yeh hai k mard ki wajah sy aurat ki ankh mein ansu na aye

Kon kab kis ka aur kitna apna hai yeh sirf waqt batata hai.

Kon kab kis ka aur kitna apna hai yeh sirf waqt batata hai

Yeh talkh haqeqat hai k apki bat ko tawaju hasiyat dekh k milti hai.

Yeh talkh haqeqat hai k apki bat ko tawaju hasiyat dekh k milti hai

Ahsas talukat ki buniyad hai aur ahsas humesha wohi shaks karta hai jo khud gharz nhi hota.

Ahsas talukat ki buniyad hai aur ahsas humesha wohi shaks karta hai jo khud gharz nhi hota

Jo shaks ap k samnaye dosron ki burae karta hai uss sy yeh umed mat karein k woh dosron k samnye ap ki taref karye ga

Khubsurti tu khatam aur tabdel hojati hai lekin serat na khatam hoti hai na tabdel.

Khubsurti tu khatam aur tabdel hojati hai lekin serat na khatam hoti hai na tabdel

Kabhi kabhar haq par honaye k bawjud khamosh rehna padhta hai islye nhi k hum dartaye hein balky islye k humein rishtye behas sy zyda pyarye hotaye hein.

Koshish karo k sab kuch tot jaye par woh maan na tutaye jo kisi bohat apnye nay khud sy zyda ap par kiya ho..

Insan wahid aesi makhluk hai jis ka zehr alfaz mein hota hai..

Shatranj ka wazeer aur insan ka zameer marjaye tu khel khatam

Khasmoshi akhtiyar karlena dab janaye ki alamat nhi targehat ka fark hai har bar aur har banda jawab ka mustahik nhi hota

Jis din hum yeh samjh jaen gaye k samnye wala ghalat nhi sirf uss ki soch hum sy alag hai

Mukhlis ki talab ho tu pehlye khud khalis hona padhta hai

Zrorat sy zyda achye bano gaye tu zrorat sy zyda istamal kiye jao gaye,

EmoticonEmoticon