20 achi achi baatein for fb status
Achi achi baatein
Insan Ki Zindgi tu iss kadar mukhtasar hai k woh mohabbat ka haq bhi ada nhi kar sakta na janaye log nafrat k liye waqt kahan sy nikal letaye hein..
Jab taluk zrorat k hon tu un ki yad bhi zrorat k waqt hi ati hai.
Do hi chezein aesi hein jis mein kisi ka kuch nhi jata ek muskrhat aur dosri dua humesha bantaye rahein.
Kisi ko barbad karnye ki soch apki barbdi k liye kafi hai.
Tehzeb sekhati hai jenay ka saleka taleem sy jahil ki jahalat nhi jati.
Sochon k badalnye sy niklta hai naya din soraj k chamknye ko sawera nhi kehtaye..
Riyazi humein yeh nhi sekhati k kis tarah khushiyon ko jorna hai aur udasiyon ko ghatana hai lekin ek boht ahm sabak zror sekhati k har maslye ka hal hai..
Khushiyon ka taluk ap k halat sy nhi ap k faislon sy hai..
Kashtiyan bahr k pani sy nhi andr k pani sy dobti hein aur ghar bhi.
Log acha padhnay aur acha likhnaye walaye ko kabil insan samjhtye hein jabky haqeqat mein kabil woh hai jo acha sochye aur acha bolye..
Jo log dosron k isharon paye chaltye hein unka anjam yehi hota hai..
Insan ko us k halat nhi khayalat pareshan kartye hein halat tu waqt k sath badaltye rehtye hein lekin khayalat ko badlna asan nhi hota.
Humehsa akhlaq sy bat karo kyn k insan par sab sy zyda mosibatein uski zaban ki wajah sy ati hein..
ilm yeh nhi k bat kitni gehri hai aur alfaz kitnye muskil ilm yeh hai k bat kitni zrori hai aur alfaz kitnye sada hein..
akdh tu sabhi mein hoti hai bas jhukta woh hai jisay fikr hoti hai..
uss mashraye mein aurat ka martaba kesay buland hosakta hai jahan mardon ki ladhe mein galiyan maan behan ki di jati hein..
badtamezi har insan karsakta hai magr kisi kisi ko tarbiyat rok leti hai.
betaye ko itna padha k jahez mangnaye ki zrorat na padhye aur beti ko itna padha k jahez denaye ki zrorat na padhye..
Burae ki taraf nafs dor kar jata hai jab k neki ji taraf usay ghaset kar lana padhta hai..
EmoticonEmoticon