Poetry on Friendship in urdu For whatsapp

 Poetry on Friendship in urdu

Baat howi tu poch liya kesay ho Tum bhi shehr k baki logon jesay ho

Chehray ajnabi hojaen tu insan ko itna fark nhi padhta lekin agr lehjay ajnabi hojaien tab taklef detay hein

Kuch dost dost nhi dil ka sakon hotay hein

Aur kiya maqam chahtye ho tum maqam apna aye dost keh tu diya hai zindgi ho tum

Hawas aur haywaniyat sy hat kar dekho larki sy acha dost mil gaya tu kehna

Kuch yadein kuch batein kabhi pichli mulaqatein bohat kuch yad ata hai teray ek yad anay sy

Un logon ko khonay sy daro jinkay nazdek dosti k rishtay khon k rishton sy zyda aziz hun

BOhat mehdod sa ek halka ahbab tha mera faqt mastiyan shtaniya nadaniya aur mein, ab bhi halka ahbab mehdod hai mera faqt khamoshiyan tanhayan udasiyan aur mein

Mil tu jatay hein naye log magr har shaks purany sa kahan hota hai

Rabtay bhalye na hon chahtein tu rehti hein dard k tosat sy nisbatein tu rehti hein ,chor janay walon ko rok tu nhi saktay mudaton magr inki adatein tu rehti hein..

Har shaks tu hota nhi baat k qabil har shaks ko har baat bataya nhi kartay, yeh takht khuda hai isay tum pak rakhna har shaks ko iss dil mein basaya nhi kartay

Taluk roh ka ho tu dil nhi bhara kartay
Taluk roh ka ho tu dil nhi bhara kartay

Tuta nhi kabhi meray dil sy teri dosti ka rishta guftgo ho ya na ho teri yaad zror ati hai

EmoticonEmoticon