Yaad Poetry in Urdu For Facebook Whatsapp

Yaad Poetry Quotes & Shayari

Mudat k baad ghalib uss laparwah nay hal poch kar phr wohi hal kardiya
Mudat k baad ghalib uss laparwah nay hal poch kar phr wohi hal kardiya..

Becheni ki akhri hadh hai raat ka akhri lamha hai sher kahon ya so jaon mein tujh ko sochon ya roon mein?

Dil ko teri yaad sy tasken mil rahi hai chahat agar saza hai tu humein theek mil rahi hai..

Gardan jhuka kar phr dekhtaye hein tasweer yar taqaza ishq hai tera dedar bhi adab sy ho..

Humnay badal liya hai apna andaz e mohabat yaad tu har pal kartay hein magar tang karna chor diya.

Humari chand taswerein kahein mehfoz kar lena mustakbil mein sawal uthaye ga akhr woh tha kesa..

Insan ko apnay bebas honay ka ahsas tab hota hai jab woh kisi ko dekhnay k liye taras jata hai.

Intazar yar bhi lutf kamal hai ankhein kitab par aur sochein janab par..

Ishq nay sekh hi li waqt ki taqseem k ab woh mujhey yad tu ata hai magar kam k baad.

Kasam laye lu dil ek pal bhi ghafil nhi teri yaad sy yeh aur baat hai k hum sar e aam pukara nhi kartaye..

Kiya husn e itfaq hai unki gali mein hum ek kam sy gaye thay har kam say gaye.

Likhwa k aya hun thanye mein yeh report mujh ko tumhari yaad sy khtara hai jaan ka

Khud ko masrof karkay dekha yaad phr bhi tumhari ati hai
Khud ko masrof karkay dekha yaad phr bhi tumhari ati hai.

Mein kyn kahon usay k baat kar laye mujh sy kiya usay nhi pata mera dil nhi lagta uskay bagheir

Mein woh kitab hun jisay padhnay k baad log tarjamaye k liye teri taraf dekhein gaye.

Mamol ban gaya hai mera raton ko jagna nendein mere wajud ki ek shaks laye gaya
Mamol ban gaya hai mera raton ko jagna nendein mere wajud ki ek shaks laye gaya.

Woh phr sy mujhey yaad anaye lagye hein jinhein bholnaye mein zamanye lagaye hein.

Sharam aye gi tumhein warna tumharye wadaye mein tumhein yaad dila sakti hun magar rehnay du.

Bohat soch kar socha hai kinara kar liya jaye faqat teri yadon par guzara kar liya jaye..

Tere kis kis khayal ko dil sy juda karon mere har khayal mein tera hi khayal rehta hai..

Aesa nhi k tere siwa koi nazar nhi ata dar haqeeqar kisi aur ko dekhnay ki zrorat nhi rahi..

Udas hun par tujh sy naraz nhi tere dil mein hun tere pas nhi jhoth kahon tu sab kuch hai mere pas sach kahon tu tere siwa kuch bhi nhi..

Woh tujhey bholaye hein tu tujh pay bhi lazim hai meer khak dal aag laga nam na laye yaad na kar..
Woh tujhey bholaye hein tu tujh pay bhi lazim hai meer khak dal aag laga nam na laye yaad na kar.

Yaad ataye hein tu phr tut kar yaad atay hein kcuh guzray howaye lehjaye kuch bicharye howaye log.

Har waqt teri yaad k mehwar mein rahon sochon tu bekhar jaon niklon tu kidhar jaon..

Yadon ki kitab utha kar dekhi meinay pechlye sal inn dino tum meray thay..

Atish e ishq lag chuki sahib pani nhi mehbob laye aoo.

EmoticonEmoticon