Funny Urdu Single No Girlfriend Quotes

Funny Urdu Single No Girlfriend Quotes

Funny Urdu Single No Girlfriend Quotes


Pyar jhotha niklye tu khud ko Sanbhalna Mushkil hota hai..Pyar sacha nikle tu bachon ko sambhalna muskil hota hai.


funny urdu quotes

Teray Wadaye agar sachye hotaye tu aaj humarye bhi do bachye hotaye..


Youn tu message Mein koi harj nhi jana teray ander ki gulalae sy dar lagta hai.

 Youn tu message Mein ko harj nhi jana teray ander ki gulalae sy dar lagta hai..

Shadi par ek khubsurat larki ko dekha phr mobile ka front camera khol kar khud ko dekha aur iss natejaye par pohancha "bhai khanye py focus kar yeh na k khana bhi khatam hojaye..

Shadi par ek khubsurat larki ko dekha phr mobile ka front camera khol kar khud ko dekha aur iss natejaye par pohancha "bhai khanye py focus kar yeh na k khana bhi khatam hojaye..


Tujhey pyar kartye kartaye meri umar beet jaye  ..tashree shayar apnay mehbob sy shadi nhi karna chahta..

 Tujhey pyar kartye kartaye meri umar beet jaye  ..tashree shayar apnay mehbob sy shadi nhi karna chahta..

Tu mila na kar mujhey pyar sy mujhey ishq hai teray war sy teray qehr mein teray zehar mein jo mithas hai mujhey raas hai.

Tu mila na kar mujhey pyar sy mujhey ishq hai teray war sy teray qehr mein teray zehar mein jo mithas hai mujhey raas hai..

Aurat agr khubsurat honay k sath sath pagal bhi ho tu uss sy muhabat nhi ishq hojata hai.

 Aurat agr khubsurat honay k sath sath pagal bhi ho tu uss sy muhabat nhi ishq hojata hai..

aye Meray hum safar tu Exactly hai kidhar.

aye Meray hum safar tu Exactly hai kidhar

Bas tum mujh sy set hojao gol rotiyan mein tandor sy laye aonga.

Bas tum mujh sy set hojao gol rotiyan mein tandor sy laye aonga

kuch log apnay mobile mein aesay patern lock lagatye hein jesay panama case k sarye ahem raaz inn k phone mein dafan hun.

kuch log apnay mobile mein aesay patern lock lagatye hein jesay panama case k sarye ahem raaz inn k phone mein dafan hun..





 Koi as nazr nhi ati koi saas nazr nhi ati.

 Koi as nazr nhi ati koi saas nazr nhi ati

 Na dhola hosii na rola hossi.

 Na dhola hosii na rola hossii

Mujhey woh aesay chaiye jesay phuphoo ko ladae ka mouka..

Mujhey woh aesay chaiye jesay phuphoo ko ladae ka mouka..

Khub jamaye gi jab mil bethein gaye teen log tum mein aur molvi sahib.

Khub jamaye gi jab mil bethein gaye teen log tum mein aur molvi sahib

Husn ek jal hai jis sy qudrat aqlon ka shikar karti..

 Husn ek jal hai jis sy qudrat aqlon ka shikar karti..

France k misali siyasatdan Robert schumann umer bhar kunwarye rahye ek sahafi nay wajah pochi tu bolaye "mein sari umar misali bewi ki talash mein raha" sahafi nay pocha woh mili ? kaha haan mili magr woh khud misali khawand ki talash mein thi.

France k misali siyasatdan Robert schumann umer bhar kunwarye rahye ek sahafi nay wajah pochi tu bolaye "mein sari umar misali bewi ki talash mein raha" sahafi nay pocha woh mili ? kaha haan mili magr woh khud misali khawand ki talash mein thi

Mein tumharaye naz nakhrye aesay uthaonga jesay bili choza uthati hai.

 Mein tumharaye naz nakhrye aesay uthaonga jesay bili choza uthati hai

Log kehtaye hein muhabat roh sy honi chaiye lekin mujhey tu rohon sy badha dar lagta hai..

 Log kehtaye hein muhabat roh sy honi chaiye lekin mujhey tu rohon sy badha dar lagta hai..

Na mein cigret peta hun na mein rat daer sy ghar ata hun na mera kisi sy chakr hai na hi jowa kehlta hu..phr bhi gha mein nafarman ulad hun kyn k mein tendaye nahi khata..

Na mein cigret peta hun na mein rat daer sy ghar ata hun na mera kisi sy chakr hai na hi jowa kehlta hu..phr bhi gha mein nafarman ulad hun kyn k mein tendaye nahi khata..

Pakistan mein larka jab tak paon par khadha hota hai mehboba ka kaka tab tak apnay paon par dodh raha hota hai..

Pakistan mein larka jab tak paon par khadha hota hai mehboba ka kaka tab tak apnay paon par dodh raha hota hai..

Pehlye tu bigdhye howaye larkon ki shadi yeh keh kar karadi jati hai k " isko tu biwi hi akar theek karaye gi" ..aur phr jab biwi akar theek kardeti hai tu kaha jata hai lagta hai biwi nay taweez kardiye humarye betaye pay pehlye tu aesa na tha..

Pehlye tu bigdhye howaye larkon ki shadi yeh keh kar karadi jati hai k " isko tu biwi hi akar theek karaye gi" ..aur phr jab biwi akar theek kardeti hai tu kaha jata hai lagta hai biwi nay taweez kardiye humarye betaye pay pehlye tu aesa na tha

Phans gaya na pehlye hi din waqt hai abhi bhi lot ja..

 Phasn gaya na pehlye hi din waqt hai abhi bhi lot ja..

Kyn k rishtaye aur Farshtye kabhi bhi asaktye..

Kyn k rishtaye aur Farshtye kabhi bhi asaktye..

Sab ki Shadiyan aur Mangniyan horahi meri wali lagta hai target .. mein mari gae hai.

 Sab ki Shadiyan aur Mangniyan horahi meri wali lagta hai target .. mein mari gae hai


EmoticonEmoticon