Shayari Urdu English
![]() |
| Tasver main sath khare hony wale aur taklef mein sath khare hony wale mein farak hota hai |
![]() |
| Jab kisi ki 9 achaiyan chor kar 1 burai par taana maro to agli dafa 9 achayon ki umed bhi mat karna |
![]() |
| Aurat k jism se nikal kar aurat k pait mein pal kar aurat ki jawani kha kar mard kehta hai yeh aurat kharab hai.. |
![]() |
| meri zindgi bilkul us qabristan ki tarah hai jahan log toh bohat hain par apna koi nhi. |
![]() |
| ishq kya zindgi dega kisi ko ye shoro hi kisi pe marne se hota hai |
![]() |
| jab uper wale ki marzi hoti hai tab cheezon main logic nhi sirf magic hota hai |
![]() |
| Mazboot hone main maza hi tab hai jab sari duniya kamzoor karne pe tuli ho. |
![]() |
| zrori nhi k apka kutta wafadar niklye kabhi kabhi apka wafadar bhi kuta nikal sakta hai. |
![]() |
| usool pe chalti hai apni zindgi jo wafadar nhi woh apna yar nhi. |










EmoticonEmoticon