Urdu Quotes on Love and Relationships
![]() |
Jab kisi ko chun liya jata hai tu chehra maeni nhi rakhta mazi nhi pocha jata bas khush aamded kaha jata hai.. |
![]() |
Mein chahon bhi tu woh alfaz na likh paon jis mein bayan hojaye k kitni mohabat hai tumsay.. |
![]() |
Meri duniya ka adha sakon tumhari awaz mein hai |
![]() |
jis taraf dekhon tera hi aks muyasar hai ankhon mein har koi tum jesa hai ya sara jahan tum ho,, |
![]() |
Sawal tha cheni kitni jawab tha ek ghont pi kar dekho .. |
![]() |
Subah ka pehla khayal aur raat ki akhri yaad ho tum |
![]() |
Tera raabta meri har dawa yeh dawa milye tu mein theek hun |
![]() |
Hasrat yeh k tum mil jao tamana yeh k umar bhar k liye |
![]() |
Apni sanson k daman mein chupa lu mujh ko Teri roh mein utar janay ko ji chahta hai |
![]() |
aur tum woh amanat hio jisay meinay nikal k liye sanbhal rakha hai.. |
![]() |
Mana k boaht jald baz hun lekin tumhary khawab tasali sy dekhta hun |
![]() |
Jis shaks ki ghalti ghalti na lagaye zaban e ishq mein usay mehbob kehtay hein |
![]() |
Tasawar mein takhel mein khawabon mein khayalon mein meri betab nazron nay jidhar dekha tumhein dekha.. |
![]() |
Haqeeqi ishq woh hota hai jo hadh mein reh kar behad kiya jaye.. |
![]() |
Kisi say dil lag janay ko mohabat nhi kehtay jis k bagher dil na lagaye usay mohabat kehtay hein |
![]() |
uthti hi nhi nigah kisi aur ki taraf ek shaks ka dedar mujhey paband kargaya.. |
![]() |
Ek chehray k liye waqf hein ankhein apni ek hi shaks meray wastay kul aalam hai |
![]() |
Silsila ishq mein sahib hum mureed apnay yar k hein.. |
![]() |
Aenay mein bhi tumhein tumhari khabar na desakein gaye aao dekho meri ankhon mein kitnay haseen ho tum.. |
![]() |
Badshah thay hum apnay mizaj masti k ishq nay tere dedar ka faqeer bana diya.. |
![]() | |
Tumara kuch pal mujh sy baat karna meray lamhay sanwar deta hai.. |
Best Urdu Quotes on Love and Relationships
![]() |
Aurat ki mohabat ka koi sani nhi mard ki khushi k liye apni khawhishat aur adaat bhi mard ki pasand k mutabik kar leti hai.. |
![]() |
Agr aurat khubsurat honay k sath shararti aur pagal ho tu uss sy mohbat nhi ishq hojata hai |
![]() |
Physics waly tu yeh baat jantay hi nhi gravity sy bhi zyda kashish hoti hai ankhon mein.. |
![]() |
Behtaren hai woh mohabat jis mein chahnay ka jazba mard ki taraf sy ho.. |
EmoticonEmoticon