Dil Ki Baat Poetry & Quotes

Dil Ki Baat Poetry

Mati k banaye insan aaj filter ki khubsurti par ghror kartay hein.

unn chezon ko tarak kar dena chaiye jo app ko wesa ahsas na lotaein jesa apka un k liye hota hai..

Han theek hai mein hi apni ana ka marez hun akhr mere mizaj mein kyn dakhal daye koi.

Tum nay andaz e mohabat dekha hai andaz e wafa nhi pinjaraye khol bhi du tu kuch parindaye jaya nhi kartaye..

AAG mein woh Aag kahan jo log baton mein laga detaye hein.

Insan Gham ki Giraft sy Kabhi nhi nikalta Khushu mehaz thakan utarnay ka wakfa hai.

Khizan k Girtay paton ko haqeer mat samjhna k un hi paton k girnay sy bahar ati hai.

Agar ap Hadsati Tor par kisi sy do char kitabein zyda padh gaye hein tu hazam karnye ki koshish karein dosron ka jeena haram na karein..

Log Ab Mohabat Nhi Mohabatein kartaye hein..

Nasiyat kisay karein yahan har shaks kehta hai menu pata aye.

Sabar ki kuch ghont itnay kadhwaye hotaye hein k pori zindgi un ki mithas chen letay hein.

Kahan ab duaon ki barkatein woh nasiyatein woh hidayatein yeh mutalbon ka khalos hai yeh zroraton ka salam hai.

Woh samnay ho tu mozo e Giftago na milyae woh lot jaye tu har Guftago Usi sy hai.

Yeh jo boltaye hein na Hum kabhi nhi chorein gaye yaken mano bohat lambi lambi chortaye hein

Sedhye Darakht aur sedhye log sab sy pehlye katye jataye hein..

Jis rishtay ko shak nay kharab kiya ho usay kasmein theek nhi kar saktein..

Tere Anay sy kuch Zara pehlye Baat tujh sy hi kar raha tha mein..

Woh bhi akhr Teri zulf mein hi kharch howa mein nay jo waqt nikala tha shikayat k liye..
Woh bhi akhr Teri Taref mein hi kharch howa mein nay jo waqt nikala tha shikayat k liye..

Tufan mein kashtiyan aur ghamand mein bastiyan aksar dob jati hein..

Uss shaks tak pohchnay ki koshish mat karo jo tum sy milna na chahye.

Zindgi mein hum kis maqam par bhi ajataye hein k koi kuch ghalat bhi bol raha ho tu hum kehtay hein apki baat theek hai.

EmoticonEmoticon