15 Sunehri batain in urdu for facebook whatsapp

Sunehri batain in urdu for facebook whatsapp

Jab insan apni ghaltiyon ka wakel aur dosron ki ghaltiyon ka jaj ban jaye tu phr faislye nhi faslye hotaye hein..

Achaye Rishton ko wadon aur sharton ki zrorat nhi hoti iskye liye sirf do log chaiye jin mein ek bhrosa karsakye dosra usay samjh skaye..

Apnye woh nhi hotaye jo tasveer mein sath khadhye hotaye hein apnye woh hotaye hein jo taklef mein sath hotaye hein..

Behtareen insan amal sy pehchana jata hai warna achi batein tu dewaron py bhi likhi hoti hein..

Kabhi kabhi ap ki zaban sy anjanye mein ada kiye gaye alfaz samnye walye py sadiyon ka bojh chor jatye hein..

Achye log apny ap ko insan nhi farishta samjhtye hein un k kam bhi farishton jesay hotaye hein yani dosron k gunahon aur buraiyon ka hisab rakhna..

Achye logon ko thukr maro gaye tu woh tutaein gaye nhi lekin phisal k tumari zindgi aur pohanch sy bohat dor chalye jaen gaye..

Samjhdar woh nhi jo zyda padha likha ho balkye asal samjhdar woh hai jisaye yeh hunar ata ho k kis sy kahan par kin alfaz aur kis lehjaye mein bat karni hai..

Humara ghar chaiye kitna hi badha ho kapdhye kitnye hi mehgaye aur khubsurat hun hum kitnaye hi ameer hun lekin hum sab ki qabrein ek jesi hi hongi..

Behtarn insan amal sy pehchana jata hai warna achi batein tu dewaron pay bhi likhi hoti hein.. 

Insan jab apni khawishat aur zroriyat mehdod karleta hai tu phr usay jhoth bolnye ki zrorat hi pesh nhi ati..

Khud ko ikhlaqi tor par sanwarnye mein itna waqt sarf na karo k tumhein dosron par tanked karnay ki fursat na milye..

Apnye ghamon aur pareshaniyon ko senaye mein dafan kardu agr inhein cheray par sajao gaye tu kamzor hojao gaye..

Jab dil mein meal tabiyat mein zid aur lafzon mein muqabala ajaye tu yeh teno jeet jatye hein bas sirf talukat aur rihstye har jatye hein..
 
EmoticonEmoticon