khubsurat batain in urdu

khubsurat batain in urdu

khubsurat batain in urdu

Kitna muskil hai manana uss insan ko jo rotha bhi na ho aur bat bhi na karye.

Masjid mein reh kar apni jotiyon ki fikar mein Rehnaye sy Galiyon mein awara phirtaye howaye khuda ko yad rakhna behtar hai..

Insan ki aqal sirf itni hai k usay janwar kaha jaye tu naraz aur sher kaha jaye tu khush hojata hai..
 
Insan ko uss ki buraeyon sameet kabol karnaye wala hi uska sacha dost hota hai kyn k khobiyan tu dusman ki bhi mutasir karti hein..

Kisi ki pechan elm sy nhi hoti balkay adab sy hoti hai kyn k elm tu abless k pas bhi bohat tha lekin woh adab sy mehrom tha..

Seyanaye kehtaye hein apni zindgi ki kitab sirf mukhlis logon k samnye kholiye baqi sab tu bas janaye ka tajsus rakhtye hein..

Apnye ghar ki batein bahar k logon ko na batao tumhari gehr majodgi mein log tumhara mazak udhein gaye..

Humarye peshaye humaraye martabaye humarye asasay humari fitrat nhi badal saktaye kamena kamena hi hoga khowah kahein bhi faiz ho sakhi sakhi hoga khowah woh ghareb ho..

Rishtaye Dil sy bantye hein baton sy nhi kuch log bohat baton k baad bhi apnaye nhi hoatye aur kuch khamoshi sy apnye hojatye hein..

Aklaq ka asal imtehan taluq khatam honaye k baad shoro hota hai..

Mukhtasar alfaz mein zindgi k mutalik sirf itna kaha jasakta hai k yeh ek aah hai jo wah mein lapaet kar pesh ki gae hai..

1 komentar so far

EmoticonEmoticon