Mirza ghalib poetry
Dard ho dil mein tu dowa kijiye .dil hi jab dard ho tu kiya kijiyee...
Mohabbat mein nhi hai farq jenay marnye ka usi ko dekh k jetaye hein jis kafir py dam dam niklye..
Teri wafa sy kiya ho talafi k dam mein teray siwa bhi hum py bohat sitam howaye..
Hum wahan hein jahan sy hum ko humari khabar nhi ati..
Jatye howaye kehtaye ho qayamat ko milein gaye ..kiya khob qayamat ka hai goya koi din aur...
Aye hein beqasi ishq py rona ghalib kis k ghar jayega selabaye bala meray baad..
Mout ajaye ghalib dil na aye kisi py
Soo bar bandye ishq sy azad howaye hum par kiyia karein k dil hi adad hai faragh ka..
Ishq ny pakra na tha ghalib abhi wehshat ka rang reh gaya tha dil mein jo kuch zoq khowari haye haye..
Ishq mujh ko nhi wehshat hi sahi meri wehshat teri shoharat hi sahi..
Aetabar ishq ki khana kharabi dekhna..Gher nay ki aah lekin woh khafa mujh py howa..
Bas khatam karky yeh bazi ishq ghalib makadar k harye kabhi jeta nhi kartye..
Kab woh sunta hai kahani meri aur phr woh bhi zabani meri..
Faqt ek ka honay mein hi husn bandagi hai ghalib.. jo roz qiblah badltaye hein woh be deen hotaye hein.
Ronay sy aur ishq mein bebak hogaye dhoaye gaye hum itnaye k bas pak hogaye..
EmoticonEmoticon