Dil Ki Baat Poetry
Mati k banaye insan aaj filter ki khubsurti par ghror kartay hein. |
unn chezon ko tarak kar dena chaiye jo app ko wesa ahsas na lotaein jesa apka un k liye hota hai.. |
Han theek hai mein hi apni ana ka marez hun akhr mere mizaj mein kyn dakhal daye koi. |
Tum nay andaz e mohabat dekha hai andaz e wafa nhi pinjaraye khol bhi du tu kuch parindaye jaya nhi kartaye.. |
AAG mein woh Aag kahan jo log baton mein laga detaye hein. |
Insan Gham ki Giraft sy Kabhi nhi nikalta Khushu mehaz thakan utarnay ka wakfa hai. |
Khizan k Girtay paton ko haqeer mat samjhna k un hi paton k girnay sy bahar ati hai. |
Agar ap Hadsati Tor par kisi sy do char kitabein zyda padh gaye hein tu hazam karnye ki koshish karein dosron ka jeena haram na karein.. |
Log Ab Mohabat Nhi Mohabatein kartaye hein.. |
Nasiyat kisay karein yahan har shaks kehta hai menu pata aye. |
Sabar ki kuch ghont itnay kadhwaye hotaye hein k pori zindgi un ki mithas chen letay hein. |
Kahan ab duaon ki barkatein woh nasiyatein woh hidayatein yeh mutalbon ka khalos hai yeh zroraton ka salam hai. |
Woh samnay ho tu mozo e Giftago na milyae woh lot jaye tu har Guftago Usi sy hai. |
Yeh jo boltaye hein na Hum kabhi nhi chorein gaye yaken mano bohat lambi lambi chortaye hein |
Sedhye Darakht aur sedhye log sab sy pehlye katye jataye hein.. |
Jis rishtay ko shak nay kharab kiya ho usay kasmein theek nhi kar saktein.. |
Tere Anay sy kuch Zara pehlye Baat tujh sy hi kar raha tha mein.. |
Woh bhi akhr Teri Taref mein hi kharch howa mein nay jo waqt nikala tha shikayat k liye.. |
Tufan mein kashtiyan aur ghamand mein bastiyan aksar dob jati hein.. |
Uss shaks tak pohchnay ki koshish mat karo jo tum sy milna na chahye. |
Zindgi mein hum kis maqam par bhi ajataye hein k koi kuch ghalat bhi bol raha ho tu hum kehtay hein apki baat theek hai. |
EmoticonEmoticon