Udas Poetry In Urdu With Images

Udas Poetry In Urdu

Amor e duniya mere hath mein agar hotaye tu parindaye shehar mein rakhta mein log jungle mein..

Kitnay ajeeb hein na log baat pakr kar insan chor detay hein

Bad guman hum sy kuch log hein tu kiya karein hum sy har zehan k jalaye tu nhi utarye jataye..

Bohat maan tha jin par badhye be-eman nikaye..

Dil ki batein karni hun tu dewaron ya aeno sy karliya karein insan mutabar nhi rahaye..

Dukh hun dard hun saaz hun ya betaye dino ki awaz hun mein jo kuch bhi hun jo koi bhi hun Tum bin udasun ..

Youn tu jis k dil mein chahon utar sakta hun magar yeh duniya hi mere dil sy utar chuki hai..

Ek hamaqat yaad aye daer tak hanstaye rahaye hum ghalat pathri py bethaye rail taktaye rahaye.

Ek roz koi aye ga lakar fursatein ek roz hum kahein gaye zrorat nhi rahi..

Dosron ko harwaqt tolnaye walye khud badhye halkaye hotaye hein..

Humarye bagheir bhi abad hein mehfilein unki hum nadan samjhtaye thay k yeh ronaqein hum sy hein.

Humarye sath koi beth kar nhi roya sabhi nay jan churae duaein detaye howaye..

Mein udas hosakta hun dukhi hosakta hun ranjeda hosakta hun magr mayos kabhi nhi hosakta kyn k mere rab ki rehmaton ki koi hadh nhi..

Mere zoq mein lafzon ka fahat nhi padha mere zehan py sawar woh bechara howa shaks hai..

Mila tha ek hi gahaq tu hum bhi kiya kartye so khud ko bech diya be hisab sastaye mein.

Muhey Pathar sa dil ladu k insano mein jenna hai.

Ranj itna bhi nhi hai k mein chekhon uss par baat aesi bhi nhi hai k bhulae na jaye..

Neri samjh sy bahar hai meray ander betha howa shaks

Jo tumhein chah k bhi kisi aur ki chah rakhye woh ek tamashae hai talb e mohabbat nhi

Mujh sy pochye na koi meri udasi ka sabab lag k senaye sy mujhey kash rula daye koi ..

udasiyon ka agar yeh mosam thehar gaya tu ghazab karaye ga..

Read More

Khawab Poetry | Khawab Image Quotes

Khawab Poetry

Ankhein khuli tu Jaag uthi hasratein tamam uss ko bhi khodiya jisay paya tha khawab mein.

Chand khabon ki baat thi moula poray hotay tu kiya qayamat thi

Koi saza suna ni hai tu suna saktaye ho gustakh nigahon nay aaj phr Tera khawab dekha hai.

Jis ki tabeer hi nhi mumkin aesay kuch khawab hum bhi rakhtaye hein

Koi jo khawab dekho tu usay foran bhula dena k nend tut janay mein zara si daer lagti hai.

Kitni wehshat hai darmiyan hajom jis ko dekho gaya howa hai kahein

Koi tabeer nhi thi jis ki mein nay woh khawab musalsal  dekha

Mera nendon k sath jhagra hai khawab hasrat sy dekhtay hein mujhey

Ab talkhiyon ka samna karnay ka waqt hai ab umer khawab dekhnay wali nhi rahi
Ab talkhiyon ka samna karnay ka waqt hai ab umer khawab dekhnay wali nhi rahi.

Taron ko insan tab ghorta hai Jab zameen py uska kuch kho gaya ho
Taron ko insan tab ghorta hai Jab zameen py uska kuch kho gaya ho.

Tere khayal mein jab be khayal hota hun zara si Daer sahi lazawal hota hun

Teri talab ki hadh nay aesa janon bakhsha hai hum nend sy uth bethaye tujhey khawab mein tanha dekh kar.

Woh jo khawab thay mere zehan mein na mein keh saka na mein likh saka k zaban mili tu kati howi k kalam mila tu bika howa.
Woh jo khawab thay mere zehan mein na mein keh saka na mein likh saka k zaban mili tu kati howi k kalam mila tu bika howa..

Read More

Dil Ki Baat Poetry & Quotes

Dil Ki Baat Poetry

Mati k banaye insan aaj filter ki khubsurti par ghror kartay hein.

unn chezon ko tarak kar dena chaiye jo app ko wesa ahsas na lotaein jesa apka un k liye hota hai..

Han theek hai mein hi apni ana ka marez hun akhr mere mizaj mein kyn dakhal daye koi.

Tum nay andaz e mohabat dekha hai andaz e wafa nhi pinjaraye khol bhi du tu kuch parindaye jaya nhi kartaye..

AAG mein woh Aag kahan jo log baton mein laga detaye hein.

Insan Gham ki Giraft sy Kabhi nhi nikalta Khushu mehaz thakan utarnay ka wakfa hai.

Khizan k Girtay paton ko haqeer mat samjhna k un hi paton k girnay sy bahar ati hai.

Agar ap Hadsati Tor par kisi sy do char kitabein zyda padh gaye hein tu hazam karnye ki koshish karein dosron ka jeena haram na karein..

Log Ab Mohabat Nhi Mohabatein kartaye hein..

Nasiyat kisay karein yahan har shaks kehta hai menu pata aye.

Sabar ki kuch ghont itnay kadhwaye hotaye hein k pori zindgi un ki mithas chen letay hein.

Kahan ab duaon ki barkatein woh nasiyatein woh hidayatein yeh mutalbon ka khalos hai yeh zroraton ka salam hai.

Woh samnay ho tu mozo e Giftago na milyae woh lot jaye tu har Guftago Usi sy hai.

Yeh jo boltaye hein na Hum kabhi nhi chorein gaye yaken mano bohat lambi lambi chortaye hein

Sedhye Darakht aur sedhye log sab sy pehlye katye jataye hein..

Jis rishtay ko shak nay kharab kiya ho usay kasmein theek nhi kar saktein..

Tere Anay sy kuch Zara pehlye Baat tujh sy hi kar raha tha mein..

Woh bhi akhr Teri zulf mein hi kharch howa mein nay jo waqt nikala tha shikayat k liye..
Woh bhi akhr Teri Taref mein hi kharch howa mein nay jo waqt nikala tha shikayat k liye..

Tufan mein kashtiyan aur ghamand mein bastiyan aksar dob jati hein..

Uss shaks tak pohchnay ki koshish mat karo jo tum sy milna na chahye.

Zindgi mein hum kis maqam par bhi ajataye hein k koi kuch ghalat bhi bol raha ho tu hum kehtay hein apki baat theek hai.